Vo mere pass ayi, mujhe sehla kar chali gayi...
Mujhe chookar, mere andar ek arzoo jaga gayi...
Maine nai socha tha, mere hosh ud jayenge...
Vo aandhi Ki tarah ayi aur toofaan Ki tarah ud chali...
Jisme na ho Koi bhi doshh, Vo mujhe ek saugat de chala
Har pal kare mujhe madhosh, uspe mera man ud chala
Vo mere pass kyu ayi, kyu pagal bana gayi ...
Vo aandhi Ki tarah ayi aur toofan Ki tarah ud chali
Is dil Ki ye majal, ye Kisi pe mar raha hai...
Ab mujhe rok pana asambhav hai, kyunki uska khayal aa raha hai...
Uska chehra tha ek Noor, bhul pana mushkil hai .. Kyunki
Vo aandhi Ki tarah aayi aur toofan Ki tarah ud chali...
Vo kapkapati thand me ek garam ehsaas de gayi ...
Kuch kehna to door, Vo mujhe ek dum hilate kutte Ki tarah chood gayi...
Uski kaamna to bacha bacha Karta hai... Par mere dil me to ...

Jiski sundarta ke hai devta bhi kayal, ye vo hai ...
Par sundarta uska sabse ucchh gunn nai ,
Ye vo bhi janti hai...
Uska zinda dil andaaz , aur bijli si tezi mujhe sabse jyada bhate hai.. Theek usi tarah..

Kehne ko to bhuutt kuch hai, par samajh nai Ata Ki kaise bolu ...
Usse ishq Karta Hu, jee jaan se chata Hu .. Usko kaise bolu ...
Jabse Mila Hu, raat ko Vo aati hai mere khwaboon me, bayaan Karta Hu...
Vo aandhi Ki Tarah ayi aur toofaan Ki tarah ud chali
Dua Karta Hu, tumko har khushi mile...
Aur ek baar tumse Milne ka mauka mile...
Nahi jaunga tumse kabhi door , tum mere dil me hi rehti ho... Aate rehna mere khwaab me...
Oooooooooooo mere jaaaaaaannnnnnnnn... Tum aise hi... Hamesha
Aandhi Ki tarah aana aur toofan Ki tarah ud chale jana